Friday, March 7, 2008

Pheley main chain sey soya karta tha

Pheley main chain sey soya karta tha!
Dil na youn mera khouya karta tha!

jab sey dekha hai uss zalim ko!
her waqat kissi ko dhoundta rehta hai!

Hai uss ki nazar main mil jaana meri nazar ka!
uss din sey yeh dil mera khouya khouya sa rahta hai!